Thursday 12 December 2013

Beautiful Poetry Wallpapers

Beautiful Poetry Wallpapers

Free download in urdu for facebook for desktop in english wasi shah images mobile

Source:- Google.com.pk

 Mere Sathi
Meri Ye Rooh Mere Jism Se Parwaaz Kar Jaye
To Laut Aana,

Meri Be-Khuwab RaatOn K AzaabOn Par
Sisatkay Shehar Ma!n Tum Bhi

Aaj Teri BaanhOn Me Rehnay Ko Dil Kar Raha Hai,
Apne Mann Ki Piyaas Bhujanay Ko Dil Kar Raha Hai,

Kesy Yaqeen Dilaon Main Apne Pyaar Ka Tujhe,
Aaj ToO Tery Pyaar Pe Mit Janay Ko Dil Kar Raha Hai,

Jab Nazar Milti Hai Tum Se To Main Khud Ko Bhool Jata Hoon,
Bas Ek DharKan DharaKti Hai To Main Khud Ko Bhool Jata Hoon,

Tumhain Milne Se Phaley Main Buhat SajTa SanwarTa Hoon,
Magar Jab Tum SanwarTi Ho To Main Khud Ko Bhool Jata Hoon,

 Mujh Ko Miley Koi Is TarHa Se K Phir Mujhse Juda Na HoO,
Wo Samjhe Meray Mizaaj Ko Or Kabhi Bhi Mujhse Khafa Na HoO,

Sanwaar De Wo Apne ChahatOn K Silsilay Jis Pe Rushk KarOn,
Ho WabasTa Us Se Har Saans Ka RishTa Jo Kabhi Fana Na HoO,

Ek BheeGi Sham K Saaye Me Chupkay Se Agar Tum Aajao'

Ye Sham Suhaani Ho Jaye Or Rangeen Ye Kahani Ho Jaye,
Wo Baat Jo Hum Na Keh Paye AankhOn Ki Zubani Ho Jaye,

Mera Sawan Bhi Tum Ho Meri Piyaas Bhi Tum Ho,
Sehra Ki BaanhOn Me Chupi Hoi Aas Bhi Tum Ho,

Tum Yun To Buhat Door Buhat Door Ho Mujh Se,
Ahsaas Ye Hi Hota Hai Meray Pas Bhi Tum Ho,

Aaj Bas Tum Ek Choti C Apni Haan Kar DoO,
Humaray Naam Is Tarha Se Sara Jahan Kar DoO,

Wo Muhabbtain Jo Tumaray Dil Me Rehti Hain,
Un ko Zuban Par Lao 0r Hum Se Bayan Kar DoO,

Mujhe Tum Se Or Tumhain Mujh Se Hai Muhabbat,
Ye Jaan Kar Tum Mujh Hi Se Ehd-e-Wafa Rakhna,

Kabhi HaathOn Se Haath Na ChoOtay Khayal Rakhna,
Kabhi Chahat Ka MaaN Na ToOtay Khayal Rakhna,

Ek Shabnami Raat Ho Apni Or Har Tarf Andhera Ho,
Ek Chadar Me Liptay Do Badan Ek Tera Ho Ek Mera Ho,

Teray Naram-o-Gudaz Jism Me Or Khushiyon K Chaman Me,
Sadiyon Tak Wo Raat Chalay Sadiyon Tak Door Sawera Ho,

Tery HoontOn Ko Jab See DoOn Main Apne HoontOn K Dhaagay Se,
Ek Sanatay Me Kham0shi Se Teri BaanhOn Ne Mujh Ko Ghera Ho,

Wo Jo Roop Zaair-e-Naqab Hai Usey Dekhna Mera Khuwab Hai,

Wo Jo Humsafar Ban K Mila Wo Meri ChahatOn Ka Intakhab Hai,

Sawal Kiya MujhSe Mila Karo Toot K Mila Karo Mera Ye Jawab Hai,

Jisay Dekh Kar Main Tarrp Gaya Tery HuSan Ka Wo Shabab Hai,

Kabhi Khud Bhi Meray Pas Aa Meri Baat Sun Mera Sath Dey,
Jo Khalish Hai Dil Se Nikal Kar Mujhe UljhaanO Se Nijaat Dey,

Tujhe Sochna Mera MashGhala Tujhe Dekhna Meri Aarzoo,
Mujhe Din De Apne Khayal Ka Mujhe Apne Qarb Ki Raat Dey,

Ay KaaSh Wo Raat Meri Jaldi Se Aa Jaye,
Jab Wo Apni UngliyOn Se Meray Baal Sehlaaye,

Main DheeRay Se Juda KarOn Libaas Us K Jisam Se,
Or Wo Mad-Hoshi Mein Mujh Se Achanak Lipat Jaye,
SunooO !!
Mujhe Sath Tumhara Dena Hai Or Sath Tumhara Paana Hai,
PatharOn K Is Shehar Me Ek KaanCh Ka Ghar Banana Hai,

AsmaanOn Pe Jo RiShta Bana Usay Duniya Me Nibhana Hai,
Ek Naam Tumhara Likhna Or Ek Naam Humain Ban Jana

Aajao Kisi RoOz To TumHari RoOh Mein Utar JAon,
Sath RahOn Main Tumhary Na Kisi Or Ko NAZar Aaon,

Chahay Bhi To Koi ChoO Na Sakey Mujh Ko Is TarHa,
Tum KahO Too Yun TumHari ZaaT Mein Bikhaar Jaon,

1 comment: