Thursday, 12 December 2013

Romantic Poetry Wallpapers

Romantic Poetry Wallpapers

Free download in urdu for facebook for desktop in english wasi shah images mobile

Source:- Google.com.pk

 Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo,
Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo,
Sitam karna hai karo par itna na karo!
Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo….

Mulakaat huai jb un se ek raat ko,
saam ne bete hue the vo..
haat main apne sabnam ka pyala liye..
baat ese kuch kr rhe the vo..
sabnam un ki aanko se jhalkti huai..
sb ko apna diwana kr rhe the vo….
mulaakat huai jb un se ek raat ko…………

Ek Gulab Matlab I LOVE U
Ek Anguthi Matlab I MARRY U
Ek Muskaan Matlab I LIKE U
Ek SMS Matlab I MISS U..
Lekin Ek Flying kiss Matlab Thinking U So passinately…..)( DIL Se……….

Labon Ki Sarsarahat Ke, Bad Choor Honay Tak
Main Tujhko Is Tarah Chahun, Ke Meri Saans Ruk Jaye,

Khataon Par Khataein Hon, Na Ho Kuch Baat Kehne Ko,
Main Tujh Mein Yun Sama Jaon, Ke Meri Saans Ruk Jaye,

Na Himat Tujh Mein Ho Baqi, Na Himat Mujh Mein Ho Baqi,
Magar Itna Qareeb Aaon, Ke Meri Saans Ruk Jaye,

Tere Honton Ko Jab Rakhon, Main Apnay Hont Kuch Aise,
Yaa Teri Pyaas Bujh Jaye, Yaa Meri Saans Ruk Jaye..!!! -

K@bh! W@qt M!l@y T0u Aaj@0
Hum Jheel K!n@r@y J@ Ba!tha!n
Tum @pne $ukh K! B@at K@r0
Hum @pne Dukh K! B@at K@ra!n
J0 S@ng Tumh@re Beet G@ye
@ur Ehd-e-Kh!zaan K! N@z@r H0we
!n S@bz Rutt0n Kay D@man Ma!n
Hum Py@r K! Khushbu Mehkaya!n
!n B!khray S@bz N@zar0n K0
Hum @nkh0n M@!n Ta$weer K@ra!n
Ph!r Apnay Pya@r Kay Jaadoo Say
Hum L@mh0n K0 J@geer K@ra!n
K@bh! W@qt M!lay T0u Aajaao
Hum Jheel K!naray J@ Ba!tha!n

Na jane kiyon tumhare naam se itni muhabbat hai
Kisi ka naam leti hoon to tumhara naam aata hai

Jab khayalon me nideyen palak hoti hai
Dil me paida teri yaadon ki mahak hoti hai

Tu shabo roz ka hasil hai mera saath na chod
Tu hi ham raaz ke qabil hai mera sath na chod

Itni haya itna tabassum kyu hai aaj in aakho me,
kyu bahak rahi hai tu kya basa hai in saanso me,
hai tu mera aks meri parchhai meri jan tu,
aa me bhar du bas fool hi fool teri in raaho me….

Na dil diya hota na jaan diya hota

Kuch tuhi mere dard ka mafhoom samajh le

Hasta hua chehra zamane ke liye hai

Mana ki muhabbat ka izhar nahi karte

Tum ye na samajh lena ki ham peyar nahi karte

Tum Mere Hoke Raho
Apni Khatir Jagey Ho Soye Ho
Apni Khatir Hansey Ho Roye Ho
Kis Liye, Aaj Khoi Khoi Ho
Tum Ne Ansoo Bohat Piye Apne
Tum Bohut Saal Reh Liye Apne
Tum Azal Se Dokhoon Ke Derey Ho
Chahey Khud Ko Ghumoon Main Gehero Ho
Jub Se Paida Hoye Ho Mere Ho
Aaj Kholengey Lab Siye Apne
Tum Bohut Saal Reh Liye Apne
Ab Mere, Sirf Mere Hoke Raho
Aab Mujhe Apne Dard Sane Do
Dil Ki Or Baat Dil Se Kehne Do
Meri Bahoon Main Khud Ko Beney Do
Moddaton Zakham Khud Siye Apne
Tum Bohut Saal Reh Liye Apne
Ab Mere Sirf Mere Hoke Raho

Husn He Husn Ho, Zahnat Ho
Ishq Hon Main Tu Tum Muhabbat Ho
Tum Meri Bus Meri Amanat Ho
Jee Liye, Jis Qader Jiye Apne
Tum Bohut Saal Reh Liye Apne
Ab Mere Sirf Mere Hoke Raho
Rehte Ho Ranj-O-Gham Ke Gheron Main
Dukh Ke, Aasaib Ke Baseron Main
Kaise Choron Tumey Andhero Main
Tum Ko De Donga Sub Diye Apne
Tum Bohut Saal Reh Liye Apne
Ab Mere Sirf Mere Hoke Raho
Tum Bohut Saal Reh Liye Apne
Aab Mere Sirf Mere Hoke Raho

No comments:

Post a Comment